Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Sajda Song Lyrics | Ikkis

                        
                        

Baahon Mein Kisi Ko Bhar Ke Dekh Le

Ishq Chij Hai Kya Kar Ke Dekh Le

Baahon Mein Kisi Ko Bhar Ke Dekh Le

Ishq Chij Hai Kya Kar Ke Dekh Le


Aawargi Meri Aawargi Meri

Aawargi Ka Paigaam Hai

Tere Bina Meri Tere Bina Meri

Ye Aashiqui Hi Nakaam Hai


Jiteji Kisi Pe Marke Dekh Le

Ishq Chij Hai Kya Kar Ke Dekh Le



Sajda Karun Humdum

Sajda Karun Humdum

Tu Hai Mera to Phir Kya Gum

Ye Sajda Karun Humdum


Dil Ka Kona Dastur Jawaani Ka

Aana Hi Hai Ye Mod Kahani Ka

Kitna Kuchh Bhi Karle Koyi Chhahe

Milna Likha Hai Aaj is Paani Ka


Deewaangi Meri Deewangi Meri

Deewaangi Pe Ilzaam Hai

Teri Aadaon Ka

Teri Aadaon Ka

Teri Aadaon Ka Kaam Hai


Meri Bhi to Parwah Kar Ke Dekh Le

Ishq Chij Hai Kya Kar Ke Dekh Le


Sajda Karun Humdum

Sajda Karun Humdum

Tu Hai Mera to Phir Kya Gum

Ye Sajda Karun Humdum....