Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Do Guna Zindagi Lyrics | Little Thomas

Lyricist :
Music Director : Anushka Shah , Nayantara Bhatkal
Singer : Raghav Meattle
                        
                        Mil Gayi Hai Mujhe
Jaadoo Ki Haan Ek Chhadi
Barson Se Ruki
Chal Padi Jaise Ghadi

Lagi Thi Soyi Si Jo
Khoyi Si Wo
Jaagi Hai Ye Zindagi

Lo Bhagoon Paani Pe Aaj Udoon
Jaise Jahazon Ke Bujhe Na Koi
Yun Tairoon Hawa Mein Aaj Jhuloon
Taaro Ke Saath Duniya Hui Ab Nayi
Lage Hai Do Guna Mujhe Ye Zindagi

Lo Bhagoon Paani Pe Aaj Udoon
Jaise Jahazon Ke Bujhe Na Koi
Yun Tairoon Hawa Mein Aaj Jhuloon
Taaro Ke Saath Duniya Hui Ab Nayi
Lage Hai Do Guna Mujhe Ye Zindagi...