Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Itna Hai Tumko Batana Lyrics | Little Thomas

                        
                        Itna Hai Tumko Batana
Ghul Jaaon Tujh Mein Kahin
Tum Bhi Yeh Mujhko Batana
Agar Mil Jaoon Tujh Mein Kahin

Main Rang Hoon
Chahe Tu Jis Tarah Mila
Main Sang Hoon
Rahein Masoom Si Dila

Shaamon Mein Fado Mein
Sagar Kinaron Mein
Goa Se Rio Se Lisboa
Dhalte Sitaaron Mein
Likha In Saaron Mein
Aasundi Mog Moga


Kuch Hai Apni Baatein
Baaton Se Hai Jo Parein
Sapno Ki Jo Saansein
Ahsas Hai Woh Mere

Kuch Hai Apni Baatein
Baaton Se Hai Jo Parein
Sapno Ki Jo Saansein
Ahsas Hai Woh Mere

Kyon Na Aisa Karein
Khwabon Mein Baatein Bunein
Aao Aisa Karein
Khamoshiyon Ko Sunein

Iitna Hai Tumko Batana
Dhoondoon Zubaan Main Nayi
Labzon Ki In Koshishon Mein
Khwaish Meri Kho Gayi

Shaamon Mein Fado Mein
Sagar Kinaron Mein
Goa Se Rio Se Lisboa
Dhalte Sitaaron Mein
Likha In Saaron Mein
Aasundi Mog Moga...