Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Main Na Raha Mera Title Track Lyrics | Main Na Raha Mera

                        
                        Is Martaba Aisa Hua
Karke Wafa Kya Kar Di Khata
Dil Mein Kami Tere Ishq Ki
Yun Dur Hoke Bhi Kuchh Na Mila

Bikhre Hai Hum Jaise Koyi
Hai Khwaab Ke Tukde Kayi
Ye Duriyaan Hairaan Hai
Kyun Beasar Sajde Sabhi

Phiki Lage Ye Zindagi
Naraj Kyun Mujhse Hasi
Rehne Lagi Sang Mere Bekhudi

Chahe Ye Dil Sunna Tujhe
Thame Tujhe Chalna Mujhe
Kehna Tujhe Kitna Hai Tu Lajmi

Main Na Raha Mera
Main Na Raha Mera
Jab Se Huye Hum Juda
Main Na Raha Mera

Main Na Raha Mera
Main Na Raha Mera
Jab Se Huye Hum Juda
Main Na Raha Mera

Haan Khwabon Ke Taare
Tute Saare
Juda, Juda Hai Ek Tu Jaise
Kashti Mein Doobe Ho Saare.....