Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Main Ram Lyrics | Ramayana Rise Of A Legend

                        
                        Dharti Jal Agan Suno
Gagan Suno Sameer Suno

Dharti Jal Agan Suno
Gagan Suno Sameer Suno
O Bhagya Vidhatao
Ab Tum Ram Adheer Suno

Ab Tak Sab Saha
Kuch Bhi Na Kaha
Par Ab Na Sahunga Ye

Main Ram Main Ram
Dashrath Putra Main Ram
Main Ram Main Ram
Dashrath Putra Main Ram

Ghar Raaj Taaj Chhoda;
Apno Se Bhi Mukh Moda
Ye Jeevan Jinse Tha
Maine Un Sabko Chhoda

Ab Tak Sab Saha
Kuch Bhi Na Kaha
Par Ab Na Sahunga Ye

Main Ram Main Ram
Main Meri Siya Ka Ram
Main Ram Main Ram
Hai Vachan Mera Main Ram.....