Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Awaara Angaara Lyrics | Tere Ishk Mein

                        
                        

Teri Kayanat

Mere Khali Haath

Aur Taar-taar Sapne

Gaye Jakhm Jaag Mere Seene Aag

Lage Saans-saans Tapne


Teri Kayanat

Mere Khali Haath

Aur Taar-taar Sapne

Dardon Se Chur

Gum Ka Gurur

Kahun Kya Main Haal Apne



Awaara Awaara

Awaara Angara

Raaton Mein Duba

Amabar Ka Banjara


Jaane Tuta Kyun

Main Sheesa Naa Tara