Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Usey Kehna Lyrics | Tere Ishk Mein

                        
                        

Usey Kehna

Aaj Main Na Kahi Ka Raha

Na Kahin Na Kahi Ka Raha


Meri Chot Bhi Ek Phull Hai

Usi Se Mahakti Bahaar Meri

Wahi Jaan Maange Udhaar Meri

Yaadon Ke Diye Hatho Mein

Ab Umr Na Meri Kate


Usey Kehna Usey Kehna

Ki Udaas Na Ho Usey Kehna



Aag Nahi Kahin Na Hai Dua

Tere Baad Barf Sa Hua

Jaane Kya Kho Gaya Jaane Kya Na Mila

Jaane Kisko Tarsata Hua