Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Dilbar Ki Aankhon Ka Lyrics | Thamma

                        
                        

Haan Dilbar Ki Aankhon Ka Deedar Na Kiya

Kya Khaak Woh Jiya Jisne Pyaar Na Kiya

Dilbar Ki Aankhon Ka Deedar Na Kiya

Kya Khaak Woh Jiya Jisne Pyaar Na Kiya


Na Kiya Na Kiya

Jisne Pyaar Na Kiya

Kya Kiya Kya Kiya

Kya Kiya Jisne Pyaar Na Kiya


Aankhon Ko Aankhon Se

Kisi Ki Chaar Na Kiya

Kya Khaak Woh Jiya Jisne

Pyaar Na Kiya



Pyaar Saccha Agar Chahiye

Toh Dua Mein Asar Chahiye

Pyaar Saccha Agar Chahiye

Toh Dua Mein Asar Chahiye

Buzdilon Ka Nahi Kaam Yeh

Pyaar Mein Toh Jigar Chahiye