Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Tum Mere Ho Title Song Lyrics | Tum Mere Ho

                        
                        Tere Ishq Me Barbaadiyon Ka Jashn Manzoor Hai
Such Bas Yahi Tere Aage Dil Mera Yeh Majboor Hai
Tu Zami Pe Rahe Aasma Me Chipe
Main Chala Aaunga Tu Jahaan Bhi Rahe

Dooriyoon Me Bhi Paas Raho
Jeene Marne Ka Waada Karo
Tum Mere Ho Mere Hi Raho
Jeene Marne Ka Waada Karo
Haan Waada Yeh Waada Karo
Tum Mere Ho Mere Hi Raho

Likha Hai Mere Haathon Me Yeh K
Tu Hai Bana Bus Mere Liye
Chaahe Khatam Ho Jaaye Yeh Saansien
Aaunga Phir Se Tere Liye
Aaunga Phir Se Tere Liye

Pehla Pehla Yeh Ishq Hai
Aakhir Me Bus Main Aur Tum
Baarish Khushboo Aur Yeh Hawaa
Zarra Zarra Main Aur Tum

Mere Liye Khuda Tum Hi Ho
Tum Mere Ho Mere Hi Raho
Haan Waada Yeh Waada Karo
Tum Mere Ho Mere Hi Raho

Haan Waada Yeh Waada Karo
Tum Mere Ho Mere Hi Raho....