Indian Film History

Claim/Create Profile
Claim/Create

Tumhe Bhi Humse Lyrics | Tum Mere Ho

Lyricist : Mithoon
Music Director : Aarti S Bagdi , Mithoon
Singer : Vishal Mishra
                        
                        Kaash Ke Aisa Ho Jaaye
Tumhein Humaari Aadat Ho
Hmm Hmm

Kaash Ke Aisa Ho Jaaye
Tumhein Humaari Aadat Ho
Honth Pe Tere Ho Ghazlein
Aankhon Mein Ibaadat Ho
Aankhon Mein Ibaadat Ho

Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho
Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho
Khuda Qasam Qayaamat Ho
Jo Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho


Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho
Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho
Khuda Qasam Qayaamat Ho
Jo Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho


Hmm Ho Ho Ho Ho
Hmm Ho Ho Ho Ho

Raaton Ko Teri Baahon Mein Aake
Chain Mujhko Mile
Tujhko Hi Chaahun Mere Sirhaane
So Jaaun Palkon Tale

Humnasheen Humjaan Tum Ho
Tum Hi Meri Raahat Ho
Tum Hi Meri Raahat Ho

Nahin Koi Shikaayat Ho
Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho
Khuda Qasam Qayaamat Ho
Jo Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho

Tumhein Bhi Humse Mohabbat Ho.....